Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Lyrics:
This is most emotional naat Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam which is sung by Qari Rizwan Khan in his lovely voice. One of the most wonderful naat which gives us goosebumps in every single line. I try hard to control my emotion but I had cried after hearing it…
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Lyrics
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam
Jahan mein koi hua nahi hai
Churi k niche gala hai lekin (2 Times)
Kisi se koi gila nahi hai
Churi k niche gala hai lekin
Kisi se koi gila nahi hai
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam
Jahan mein koi hua nahi hai
Adu the jab sir pe tegh tole
Hussain sajde mein jaake bole
Adu the jab sir pe tegh tole
Hussain sajde mein jaake bole
Madine walon gawah rehna (2 times)
Namaz meri kaza nahi hai
Madine walon gawah rehna
Namaz meri kaza nahi hai
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam
Jahan mein koi hua nahi hai
Churi k niche gala hai lekin
Kisi se koi gila nahi hai
Pukare Abbas aye Sakina
Main paani launga aye Sakina
Pukare Abbas aye Sakina
Main paani launga aye Sakina
Katein hain baazu chida hai seena (2 times)
Abhi mera sir kata nahi hai
Katein hain baazu chida hai seena
Abhi mera sir kata nahi hai
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam
Jahan mein koi hua nahi hai
Churi k niche gala hai lekin
Kisi se koi gila nahi hai
Gareeb ummat ki bekasi par
Hussain ka sir kata hai lekin
Gareeb ummat ki bekasi par
Hussain ka sir kata hai lekin
Yazeed jaise shaki ke aage (2 times)
Hussain ka sir jhuka nahi hai
Yazeed jaise shaki ke aage
Hussain ka sir jhuka nahi hai
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam
Jahan mein koi hua nahi hai
Churi k niche gala hai lekin
Kisi se koi gila nahi hai
I hope guys you really enjoyed these lyrics If I had made any mistake, please correct us.
Comments
Loading…